Monday, 8 October 2007


Abdeeda aankh meri tab sa hay
Dil mera uss ka sehar main jab sa hay

Attesh-e-khamosh abb senay main ha
Dard-e-dil jab sa juRda her shub sa hay

Drustagi dil ki ab mumkin bhi ho
ye dua her pal hi meri Rub sa hay

Zeest main tanhai abb baqi rahi
Na ashina ik main aur ashna woo sab sa hay

No comments: